Kabhi Gham Toh Kabhi Tanhai Maar GayiKabhi gham toh kabhi tanhai maar gayiKabhi yaad aakar unki judai maar gayiBahut toot kar chaha jisko humneAakhir mein uski bewafai maar gayi
Ulfat mein inam mila haiUlfat mein inam mila hai.Bewafa naam mila hai.Kya kya socha tha is dil neAi "awyas" aur kya kya ilzam mila hai.Har gham ka hai khair-e-maqdam.Jo har subh-o-sham mila haiTera chehra teri yaadeinHar manzil har gam mila hai
Gham Ka Fasana Sunau KaiseGham ka fasana sunau kaiseDil ki baat zubaa par lau kaisePhool hota toh teri chokhat par saja detaZakhm lekar teri dehleez par aauuun kaise
Kaise Kahoon Main K Apna Bana Lo MujheKaise kahoon main k apna bana lo mujheBaahon me apni tum saama lo mujheBin tumhare ek pal bhi ab kat-ta nahi meraBas tum aa ker mujh hi se chura lo mujheZindagi to wo hai sang tumhare jo guzreDuniya k ghamon se ab to chhura lo mujheMeri sab se gehri khuwahish ho jaye puriTum agar pass apnay bula lo mujheYe kesa nasha hai jo behka raha hai mujheAgar tumhara hoon main to sambhalo mujheNajanay phir kaise guzregi zindaganAgar apne dil se kabhi tum jo nikalo mujhe..
Sab Ke Hote Hue Bhi Tanhai Milti HaiSab ke hote hue bhi tanhai milti haiYaadon mein bhi gham ki parchai milti haiJitni bhi dua karte hain kiso ko pane kiUtni hi zyada unse bewafai milti hai
Aur Koi Gham Nahi Ek Teri Judai Ke SiwaAur koi gham nahi ek teri judai ke siwaMere hisse me kya aaya tanhai ke siwaYu to milan ki rate mili beshumarPyar me sab kuch mila sehnai ke siwa